Aankhein Shayari

Advertisement

Anjaan Raahon Mein

Ham Bhatkte Rahe The Anjaan Raahon Mein,
Raat Din Kaat Rahe The Yun Hi Bas Aanhon Mein,
Ab Tamanna Hui Hai Fir Se Ab Jeene Ki Hume,
Kuch Baat Hai Sanam Teri In Nigahon Mein.

हम भटकते रहे थे अनजान राहों में,
रात दिन काट रहे थे यूँ ही बस आहों में,
अब तम्मना हुई है फिर से जीने की हमें,
कुछ तो बात है सनम तेरी इन निगाहों में।

Aankhen Shayari, Teri In Nigahon Me

Read more →

Advertisement

Najar Shayari Collection

Najar Se Najar Mili To Dil Machal Gaya,
Aapke Dil Ki Shama Mein Dil Pighal Gaya,
Kya Karein Kasoor Na Humara Hai Na Dil Ka,
Jo Aapko Dekha Aur Dhadakana Bhool Gaya.

नजर से नजर मिली तो दिल मचल गया,
आपके दिल की शमा में दिल पिघल गया,
क्या करें कसूर न हमारा है न दिल का,
जो आपको देखा और धड़कना भूल गया।

Aankhein Shayari, Najar Se Najar Mili

Read more →

Advertisement

Nigaahon Ke Pahre

Nigahon Par Nigaahon Ke Pahre Hote Hain,
In Nigahon Ke Ghao Bhi Itne Gahre Hote Hain,
Na Jaane Kyu Koste Hain Log Deewane Ko,
Barbaad Karne Wale To Wo Haseen Chehre Hain.

निगाहों पर निगाहों के पहरे होते हैं,
इन निगाहों के घाव भी इतने गहरे होते हैं,
न जाने क्यों कोसते हैं लोग दीवानों को,
बर्बाद करने बाले तो वो हसीन चेहरे होते हैं।

Read more →

Advertisement

Nigaah Shayari Collection

Aankhon Par Teri Nigahon Ne Dstkhat Kya Diye,
Humne Sanso Ki Wasiyat Tumhare Naam Kar Di.

आँखों पर तेरी निगाहों ने दस्तख़त क्या दिए,
हमने साँसों की वसीयत तुम्हारे नाम कर दी।

Aankhein Shayari, Kuchh Tumhari Nigaah

Kuchh Tumhari Nigaah Kafir Thi,
Kuchh Mujhe Bhi Kharaab Hona Tha.

कुछ तुम्हारी निगाह काफिर थी,
कुछ मुझे भी खराब होना था।

Read more →

Advertisement

Samandar Hain Teri Aankhein

Aag Suraj Me Hoti Hai, Jalna Dharti Ko Padta Hai,
Mohabbat Aankhen Karti Hain, Tadapna Dil Ko Padta Hai.

आग सूरज में होती है, जलना धरती को पड़ता है,
मोहब्बत आँखें करती हैं, तडपना दिल को पड़ता है।

Jaane Kyun Doob Jata Hun Har Bar Inhein Dekh Kar,
Ek Dariya Hain Ya Poora Samandar Hain Teri Aankhein.

जाने क्यों डूब जाता हूँ हर बार इन्हें देख कर,
इक दरिया हैं या पूरा समंदर हैं तेरी आँखें।

Aankhein Shayari, Samandar Hain Teri Aankhein

Read more →