Gam Shayari

Advertisement

Mujhe Sone Na Diya

Raat Bhar Mujhko Gam-e-Yaar Ne Sone Na Diya,
Subah Ko Khauf-e-Shab-e-Taar Ne Sone Na Diya.
Shama Ki Tarah Meri Raat Kati Suli Par,
Chain Se Yaad-e-Kad-e-Yaar Ne Sone Na Diya.

रात भर मुझको गम-ए-यार ने सोने न दिया,
सुबह को खौफ-ए-शब-ए-तार ने सोने न दिया,
शमा की तरफ मेरी रात कटी सूली पर,
चैन से याद-ए-कद -ए-यार ने सोने न दिया।

Read more →

Advertisement

Gam Ne Hosh Kho Diye

Mere Gam Ne Hosh Unke Bhi Kho Diye,
Wo Samjhate Samjhate Khud Hi Ro Diye.

मेरे गम ने होश उनके भी खो दिए,
वो समझाते समझाते खुद ही रो दिए।

Gham Ne Hosh Kho Diye Shayari

Advertisement

Gam Ko Rooh Me Utar Lun

Tere Har Gam Ko Rooh Me Utar Lun,
Zindagi Apni Teri Chahat Me Sanwar Lun,
Mulakaat Ho Tujhse Kuch Is Kadar Meri,
Saari Umr Bas Ek Mulakaat Me Gujar Lun.

तेरे हर ग़म को अपनी रूह में उतार लूँ,
ज़िन्दगी अपनी तेरी चाहत में संवार लूँ,
मुलाक़ात हो तुझसे कुछ इस तरह मेरी,
सारी उम्र बस एक मुलाक़ात में गुज़ार लूँ।

sad couple hug

Read more →

Advertisement

Zinda Rehne Ki Wajah

Wo Saath Thi To Maano Jannat Thi Zindagi,
Ab To Har Saans Zinda Rehne Ki Wajah Puchhti Hai.

वो साथ थी तो मानो जन्नत थी ज़िन्दगी,
अब तो हर सांस जिंदा रहने की वजह पूछती है।

Gham Shayari Zinda Rehne Ki Wajah

Advertisement

Gam Bhi Khareed Lete

Gham Khareed Lete Shayari

Iss Shaher Mein Hum Jaisa Saudagar Kahah Milega Yaaron,
Hum Gam Bhi Khareed Lete Hai Kisi Ki Khushi Ke Liye.

इस शहर में हम जैसा सौदागर कहाँ मिलेगा यारो,
हम गम भी खरीद लेते हैं किसी की खुशी के लिए।

123Next ›