Zulf Shayari

Our Zulf Shayari collection containing the Latest Poetry about Beautiful Hair of Lover, Girlfriend or Wife. Read this entire Collection of Zulf Shayari in Hindi and English Font and share this Shayari to Praise the Lovely Hair of The Lover.

Advertisement

Ai Gham-E-Jana

Kuch Aur Bhi Hai Kaam Hame Ai Gham-E-Jana,
Kab Tak Koi Uljhi Hui Zulfon Ko Sanbare.

कुछ और भी हैं काम हमें ऐ ग़म-ए-जाना,
कब तक कोई उलझी हुई ज़ुल्फ़ों को सँवारे।

Ai Gham-e-Jana - Zulf Shayari

Dil Uski Taar-E-Zulf Me Ulajh Gaya,
Suljhega Kis Tarah Ye Bistaar Hai Gajab.

दिल उसकी तार-ए-ज़ुल्फ़ में उलझ गया,
सुलझेगा किस तरह से ये बिस्तार है ग़ज़ब।

Read more →

Advertisement

Rang Zulfon Ka

Bijliyon Ne Seekh Li Unke Tabassum Ki Adaa,
Rang Zulfon Ka Chura Layi Ghata Barsat Ki.

बिजलिओं ने सीख ली उनके तबस्सुम की अदा,
रंग जुल्फों का चुरा लिया घटा बरसात की।

Bijliyon Ne Seekh Li - Zulf Shayari

Read more →

Advertisement

Idhar Gesu Udhar

Idhar Gesu Udhar Ru-e-Munawwar Hai Tasawur Me,
Kahan Ye Shaam Aayegi Kahan Aisi Sahar Hogi.

इधर गेसू उधर रु-ए-मुनव्वर है तसव्वुर में,
कहाँ ये शाम आएगी कहाँ  ऐसी सहर होगी।

Fir Fasa Zulfon Me Dil - Beautiful Shayari On Hair

Read more →

Advertisement

Baal Baandh Liya Karo

Kam Se Kam Apne Baal To
Baandh Liya Karo,
Kambakht Bewajah Mausam
Badal Diya Karte Hain.

कम से कम अपने बाल तो
बाँध लिया करो,
कमबख्त बेवजह मौसम
बदल दिया करते हैं।

Baal Baandh Liya Karo - Zulf Shayari

Read more →

Advertisement

Zunfon Ka Saaya

Uske Rukhasar Par Kahan Hai Zulf,
Shola-E-Husn Ka Dhuaan Hai Zulf

उसके रुख़्सार पर कहाँ है ज़ुल्फ़,
शोला-ए-हुस्न का धुआँ है ज़ुल्फ़।

Dhuaan Hain Zulf Beautiful Zulf Shayari Hindi

Read more →

‹ Prev123