Advertisement

Aansu Beh Rahe Hain

Kya Likhu Main Dil Ki Haqeeqat Aarzoo Behosh Hai,
Khat Par Aansu Beh Rahe Hain Aur Kalam Khamosh Hai.

क्या लिखूं मैं दिल की हकीकत आरजू बेहोश है,
ख़त पर आँसू बह रहे हैं और कलम खामोश है।

Woh Ashq Ban Ke Meri Chasm-E-Tar Me Rahta Hai,
Ajeeb Shakhs Hai Paani Ke Ghar Me Rahta Hai.

वो अश्क बन के मेरी चश्म-ए-तर में रहता है,
अजीब शख़्स है पानी के घर में रहता है।

Woh Ashq Ban Ke - Aansu Shayari Hindi

Advertisement

Humare Dil Me Na Aao Warna Doob Jaaoge Tum,
Gham Ke Aansu Ka Samandar Hai Mere Andar.

हमारे दिल में न आओ वर्ना डूब जाओगे,
गम के आँसू का समंदर है मेरे अन्दर।

Sadaf Ki Kya Hakikat hai, Agar Usme Na Ho Gouhar,
Na Kyun Kar Aabru Ho Aankh Ki Maukuf Aansu Par.

सदफ की क्या हकीकत है, अगर उसमें न हो गौहर,
न क्यों कर आबरू हो आंख की मौकूफ आंसू पर।

Advertisement

Comments