Advertisement

Afsos Wo Badla Bhi Nahi

Main Fanaa Ho Gaya Afsos Wo Badla Bhi Nahi,
Meri Chahato Se Bhi Sacchi Rahi Nafrat Uski.

मैं फना हो गया अफ़सोस वो बदला भी नहीं,
मेरी चाहतों से भी सच्ची रहीं नफरतें उसकी।

Chaliye Ab To Maan Len, Aap Hain Dushman Mere,
Afsos Hai Ki Yaar Ko Ye Kahna Mujhe Pada.

चलिए अब तो मान लें, आप हैं दुश्मन मेरे,
अफसोस है कि यार को ये कहना मुझे पड़ा।

Zindagi Jeene ke Liye Mili Thi, Afsos Ai Yaaro...
Maine Us Ke Intazar Mein Guzaar Di.

ज़िन्दगी जीने के लिए मिली थी, अफ़सोस ऐ यारो...
मैंने उसके इंतज़ार में गुजार दी।

Advertisement

Maut Sabko Aati Hai Ai Dost,
Afsos! Jeena Sabko Nahin Aataa.

मौत सबको आती है ऐ दोस्त,
अफ़सोस ! जीना सबको नही आता।

Afsos Ye Nahi Hai Ki Dard Kitna Hai,
Afsos To Ye Hai Ki Bas Tumhen Parwah Nahi.

अफसोस ये नहीं है कि दर्द कितना है,
अफसोस तो ये है कि बस तुम्हें परवाह नहीं।

Na Mohabbat Sambhali Gayi Na Nafratein Paali Gayi,
Afsos Hai Uss Zindagi Ka Jo Tere Peechhe Khali Gayi.

न मोहब्बत सभाली गई न नफरतें पाली गयी,
अफ़सोस है उस जिंदगी का जो तेरे पीछे खाली गयी।

Advertisement

Comments