Doorie Shayari

Best Collection of Doorie Shayari in Hindi and English scipt. New Two Line Dooriyan Shayari, Dooriyan Shayari Image, Ishq me Doorie Shayari, Shayari about Distances, Fasla Shayari and Sms for Girlfriend, Boyfriend or Lover. Hindi Doorie Shayari for Whatsapp and Facebook Status. Read Latest Doorie Shayari in Hindi and share with Friends On Social Media Site.

Advertisement

Tum Najar Aate

Hum Tumse Door Kaise Rah Paate,
Dil Se Tumko Kaise Bhool Paate,
Kaash Tum Aaine Me Base Hote,
Khud Ko Dekhte To Tum Najar Aate.

हम तुमसे दूर कैसे रह पाते,
दिल से तुमको कैसे भूल पाते,
काश तुम आईने में बसे होते,
ख़ुद को देखते तो तुम नज़र आते।

Shayari On Distence - Tumse Door Kaise Rah Payenge

Read more →

Advertisement

Humare Darmiyan Ye

Humare Darmiyan Ye Doorian Na Hoti,
Aur Kuchh Meri Majburia Na Hoti,
Rahte Na Yun Mere Haath Khaali,
Gar Zamane Ki Ye Bediyan Na Hoti.

हमारे दरमियाँ ये दूरियाँ न होती,
और कुछ मेरी मजबूरियां न होती,
रहते न यूँ  मेरे हाथ खाली,
गर ज़माने की ये बेड़ियाँ न होती।

Doori Shayari - Humare Darmiyan Ye Dooriyan

Read more →

Advertisement

Doorie Mitaayi Na Gayi

Mohabbat Aisi Thi Ke  Batayi Na Gayi,
Chot Dil Par Thi Isliye Dikhayi Na Gayi,
Chahte Nahi The Unse Dur Hona Par,
Doorie Itni Thi Ke Mitaayi Na Gayi.

मोहब्बत ऐसी थी के बतायी न गयी,
चोट  दिल पर थी इसलिए दिखाई न गयी,
चाहते नहीं थे उनसे दूर रहना,
दूरी इतनी थी उनसे के मिटायी न गयी।

Doorie Shayari - Doorie Itni Thi

Read more →

Advertisement

Dur Rehna Saha Nahi Jata

Door Rehna Aapka Humse Saha Nahi Jata,
Juda Hoke Aapse Humse Raha Nahi Jata,
Ab To Wapas Laut Aaiye Hamare Paas,
Dil Ka Haal Ab Kisi Se Kaha Nahi Jata.

दूर रहना आपका हमसे सहा नहीं जाता,
जुदा हो के आपसे हमसे रहा नहीं जाता,
अब तो वापस लौट आईये हमारे पास ,
दिल का हाल अब किसी से कहा नहीं जाता।

Doorie Shayari - Door Rhana Aapka Humse Saha Nahi Jata

Read more →

Advertisement

Wo Dur Chala Gaya

Milna Ittefak Tha Bichhadna Naseeb Tha,
Wo Utna Hi Dur Chala Gaya Jitna Wo Kareeb Tha,
Hum Usko Dekhne Ke Liye Taraste Rahe.
Jis Shakhs Ki Hatheli Pe Humara Naseeb Tha.

मिलना इत्तेफाक था बिछड़ना नसीब था,
वो उतना ही दूर चला गया जितना करीब था,
हम उसको देखने के लिए तरसते रहे,
जिस शख्स की हथेली पे हमारा नसीब था।

Read more →

‹ Prev12