Gareebi Shayari

Advertisement

Tehjeeb Ki Misaal

Tehjeeb Ki Misaal Gareebon Ke Ghar Pe Hai,
Dupatta Fata Hua Hai Magar Unke Sar Pe Hai.

तहजीब की मिसाल गरीबों के घर पे है,
दुपट्टा फटा हुआ है मगर उनके सर पे है।

Tahjeeb Ki Misaal - Poverty Shayari

Advertisement

Jara Si Aahat

Jara Si Aahat Pe Jaag Jata Hai Woh Raaton Ko,
Ai Khuda Gareeb Ko Beti De Toh Darwaza Bhi De.

जरा सी आहट पर जाग जाता है वो रातो को,
ऐ खुदा गरीब को बेटी दे तो दरवाज़ा भी दे।

Jara Si Aahat - Gareebi Shayari

Advertisement

Gareeb Hun Sahab

Kaise Mohabbat Karun
Bahut Gareeb Hun Sahab,
Log Bikte Hain
Aur Main Khareed Nahi Pata.

कैसे मोहब्बत करूँ
बहुत गरीब हूँ सहाब,
लोग बिकते हैं
और मैं खरीद नहीं पाता।

Gareebi Shayari - Gareeb Hun Sahaab

Advertisement

Maara Hai Bhookh Ne

Chehra Bata Raha Tha
Ke Maara Hai Bhookh Ne,
Sab Keh Rahe The Ke
Kuchh Kha Ke Mar Gaya.

चेहरा बता रहा था
के मारा है भूख ने,
सब कह रहे थे के
कुछ खा के मर गया।

Advertisement

Mujh Gareeb Ke Khoon Me

Ajeeb Mithaas Hai Mujh Gareeb Ke Khoon Me Bhi,
Jise Bhi Mauka Milta Hai Wo Peeta Zaroor Hai.

अजीब मिठास है मुझ गरीब के खून में भी,
जिसे भी मौका मिलता है वो पीता जरुर है।

Mujh Gareeb Ke Khoon Mein - Poverty Shayari