Advertisement

Insaan Kahan Milta

Dhoondhne Se To Bashar Ko Khuda Bhi Milta Hai
Khuda Agar Dhoonde To Insaan Kahan Milta Hai.

ढूंढ़ने से तो बशर को खुदा भी मिलता है
खुदा अगर ढूंढे तो इंसान कहाँ मिलता है।

Insaan Kahan Milta Hai - New Insaniyat Shayari Hindi

Koi Hindu Koi Muslim Koi Eesai Hai,
Sabne Insaan Na Banane Ki Qasam Khai Hai.

कोई हिन्दू कोई मुस्लिम कोई ईसाई है,
सबने इंसान न बनने की क़सम खाई है।

Advertisement

Dekhein Kareeb Se Toh Bhi Achchha Dikhai De,
Ik Aadmi Toh Mere Shahar Mein Aisa Dikhai De.

देखें करीब से तो भी अच्छा दिखाई दे,
इक आदमी तो शहर में ऐसा दिखाई दे।

Samne Hai Jo Use Log Bura Kahate Hain,
Jis Ko Dekha Hi Nahin Us Ko Khuda Kahte Hain.

सामने है जो उसे लोग बुरा कहते हैं,
जिस को देखा ही नहीं उस को ख़ुदा कहते हैं।

Insaniyat Dil Me Hoti Hai Haisiyat Me Nahi,
Upar Waala Karm Dekhta Hai Vasiyat Ko Nahi.

इंसानियत दिल मे होती है हैसियत मे नही,
उपरवाला कर्म देखता है वसीयत को नही।

Advertisement

Comments