Saqi Shayari

Advertisement

Jurf Ka Imtehaan

Mukhatib Hain Saqi Ki Mkhmoor Nazre,
Mere Jurf Ka Imtehaan Ho Raha Hai.

मुखातिब हैं साकी की मखमूर नज़रे,
मेरे जुर्फ़ का इम्तहान हो रहा है।

Aata Hai Jee Me Saaqi-E-Mah-Vash Pe Baar Baar,
Lab Choom Lun Tera Lab-E-Paimaana Chhod Kar.

आता है जी में साक़ी-ए-मह-वश पे बार बार,
लब चूम लूँ तिरा लब-ए-पैमाना छोड़ कर।

Read more →

Advertisement

Tum Aaj Saqi Bane

Tum Aaj Saqi Bane Ho
To Shahar Pyasa Hai,
Humare Daur Me Khaali
Koi Gilas Na Tha.

तुम आज साकी बने हो
तो शहर प्यासा है,
हमारे दौर में खाली
कोई गिलास न था।

Read more →

Advertisement

Saqi Tere Paimaane Se

Rooh Kis Mast Ki Pyasi Gayi MayKhane Se,
May Udi Jaati Hai Saqi Tere Paimaane Se.

रूह किस मस्त की प्यासी गयी मयखाने से,
मय उड़ी जाती है साकी तेरे पैमाने से।

Sabki Nazron Me Ho Saqi Ye Zaroori Hai Magar,
Sabpe Saqi Ki Nazar Ho Ye Zaroori To Nahin.

सबकी नज़रों में हो साकी ये ज़रूरी है मगर
सबपे साकी की नज़र हो ये ज़रूरी तो नहीं।

Read more →

Advertisement

Saqi Ke Tabassum Ne

Aankho Ko Bachaye The Hum Ashq-e-Shikayat Se,
Saqi Ke Tabassum Ne Chhlka Diya Paimana.

आँख को बचाए थे हम अश्क-ए-शिकायत से,
साकी के तब्बसुम ने छलका दिया पैमाना।

Saqi Nazar Na Aaye To Gardan Jhukaa Ke Dekh,
Sheeshe Me Mahtaab Hai Sach Boltaa Hun Main.

साक़ी नज़र न आये तो गर्दन झुका के देख,
शीशे में माहताब है सच बोलता हूँ मैं।

Read more →

Advertisement

Pilaaye Ja Saqi

Nigah-e-Mast Se Mujhko Pilaaye Ja Saqi,
Haseen Nigaah Bhi Jaam-e-Sharab Hoti Hai.

निगाह-ए-मस्त से मुझको पिलाये जा साकी,
हसीन निगाह भी जाम-ए-शराब होती है।

Main To Jab Manun Miri Tauba Ke Baad
Kar Ke Majaboor Pila De Saqi

मैं तो जब मानूँ मिरी तौबा के बाद,
कर के मजबूर पिला दे साक़ी।

Read more →

‹ Prev123