Advertisement

Yaadon Ke Mausam

Waqt Ka Marham Har Zakham Ko Bhar Deta Hai,
Toote Khawab Yaadon Ke Mausam Me Dard Zarur Dete Hain..

वक़्त का मरहम हर जख्म को भर देता है,
टूटे ख्वाब यादों के मौसम में दर्द ज़रूर देते हैं।

yaadon ka mausam

Kalai Par Ghadi Baandh Lene Se Waqt Nahin Thamta,
Use Jeena Padta Hai Taaki Lamha Yaadon Me Kaid Ho Jaye.

कलाई पर घड़ी बांध लेने से वक्त नहीं थमता,
उसे जीना पड़ता है, ताकि लम्हा यादो मै कैद हो जाये।

Advertisement

Mujhe Itna Na Yaad Aao Ke Khud Ko Tum Samajh Baithun,
Mujhe Ehsaas Rehne Do Meri Apni Bhi Hasti Hai.

मुझे इतना न याद आओ कि खुद को तुम समझ बैठूं,
मुझे अहसास रहने दो मेरी अपनी भी हस्ती है।

Tujhe Yaad Karna Na Karna Ab Mere Bas Mein Kahan,
Dil Ko Aadat Hai Har Dhadkan Pe Tera Naam Lene Ki.

तुझे याद करना न करना अब मेरे बस में कहाँ
दिल को आदत है हर धड़कन पे तेरा नाम लेने की।

Advertisement

Comments