Hindi Shayari

Advertisement

Dil Ki Dahleej Par

Dil Ki Dahleej Par Yaadon Ke Deeye Rakhe Hain,
Aaj Tak Hum Ne Ye Darwaaje Khule Rakhe Hain,

Iss Kahani Ke Wo Kirdar Kahan Se Laaun,
Wohi Dariya Hai Wohi Kachche Ghade Rakhe Hain,

Hum Par Jo Gujri Bataya Na Batayenge Kabhi,
Kitne Khat Ab Bhi Tere Likhe Hue Rakhe Hain,

Aapke Paas Kharidari Ki Kuwwat Hai Agar,
Aaj Sab Log Dukaano Me Saje Rakhe Hain.

दिल की दहलीज पर यादों के दिए रखें हैं,
आज तक हम ने ये दरवाजे खुले रखे हैं।

इस कहानी के वो किरदार कहाँ से लाऊं,
वो ही दरिया है वो ही कच्चे घड़े रखे हैं।

हम पर जो गुजरी बताया न बताएँगे कभी,
कितने ख़त अब भी तेरे लिखे हुए रखे हैं।

आपके पास खरीदारी की कुव्वत है अगर,
आज सब लोग दुकानों में सजे रखे हैं।

दीदार की तलब हो तो नज़रे जमाये रख,
क्युकि नकाब हो या नसीब सरकता जरुर है।

आज दिल ने तेरे दीदार की ख्वाहिश रखी है,
मिले अगर फुरसत तो ख्वाबों मे आ जाना।

Advertisement

Phool Khila Karte The

Mere Aagan Mein Bhi Kabhi Phool Khila Karte The,
Meri Aankho Mein Bhi Kuchh Khwab Basa Karte The.

Mujh Ko Halaat Ki Aandhi Ne Giraya Varna,
Mere Seene Mein Bhi Kuchh Log Raha Karte The.

Hai Mujhe Yaad Rafaqat Ki Wo Gehrayian Abhi Bhi,
Dil Khi Dhadkan Bhi Teri Saaf Suna Karte The.

Aaj Mehfil Mein Wo Anjaan Bane Baithe Hain,
Jo Kabhi Mujhe Apni Jaan Kaha Karte The.

Ab Tarasti Hain Teri Deed Ko Aankhein Mohsin,
Ek Zamana Tha Ke Hum Roj Mila Karte The.

मेरे आँगन में भी कभी फूल खिला करते थे,
मेरी आँखों में भी कुछ ख्वाब बसा करते थे।

मुझ को हालात की आंधी ने गिराया वार्ना,
मेरे सीने में भी कुछ लोग रहा करते थे।

है मुझे याद रफक़त की वो गेहराईआं अभी भी,
दिल की धड़कन भी तेरी साफ़ सुना करते थे।

अब तरसती हैं तेरी दीद को आँखें मोहसिन,
एक ज़माना था के हम रोज मिला करते थे।

Advertisement

November Shayari Collection

November Me Kisi Ka Dil Mat Dukhana Dosto,
Suna Hai Sardiyon Ki Chot Aksar Takleef Deti Hai.

नवम्बर में किसी का दिल मत दुखाना दोस्तों,
सुना है सर्दियों की चोट अक्सर तक़लीफ़ देती हैं।

Fir Se Teri Yaaden Mere Dil Ke Darwaje Pe Khadi Hain,
Bahi Mausam Bahi Sardi Bahi Dilkash November Hai.

फिर से तेरी यादें मेरे दिल के दरवाजे पे खड़ी हैं,
वही मौसम वही सर्दी वही दिलकश नवम्बर है।

Ab To November Ki Aakhiri Raat Bhi Gujarne Ko Hai,
Bas Tere Aane Ke Khayal Hi Hain Jo Gujra Nahin Karte.

अब तो नवम्बर की आखिरी रात भी गुजरने को हैं,
बस तेरे आने के ख्याल ही हैं जो गुजरा नहीं करते।

Jahan Hote Ho Tum Dekho Gulabi Shaam Hoti Hai,
Tumhara Zikr Hote Hi November Cheekh Uthta Hai.

जहाँ होते हो तुम देखो गुलाबी शाम होती है,
तुम्हारा ज़िक्र होते ही नवम्बर चीख़ उठता है।

Kaun Hamare Baad Vahan Se Guzara,
Jahan November Aa Kar Thahar Gaya Tha.

कौन हमारे ब'अद वहाँ से गुज़रा,
जहाँ नवम्बर आ कर ठहर गया था।

Advertisement

Udaasi Shayari Collection

Aaj Na Poochho Mujhse Meri Udaasi Ka Sabab,
Bas Seene Se Laga Kar Mujhe Rula De Koi.

आज ना पूछो मुझसे मेरी उदासी का सबब,
बस सीने से लगा कर मुझे रूला दे कोई।

Udasi Shayari

Usne Bas Yoon Hi Udaasi Ka Sabab Puchha Tha,
Meri Aankhon Mein Simat Aaye Samandar Saare.

उसने बस यूँ ही उदासी का सबब पूछा था,
मेरी आँखों में सिमट आये समंदर सारे।

Khamosh Baithe To Log Kehte Hai Udaasi Acchi Nahi,
Hans Le To Log Muskurane Ki Wajah Puchh Lete Hain.

खामोश बैठे तो लोग कहते है उदासी अच्छी नहीं,
हंस ले तो लोग मुस्कराने की वजह पूछ लेते हैं।

Sirf Chehre Ki Udaasi Se Bhar Aaye Teri Aankhon Me Aansu,
Mere Dil Ka Kya Aalam Hai Yeh To Tu Abhi Jaanata Nahi.

सिर्फ चेहरे की उदासी से भर आये तेरी आँखों में आँसू,
मेरे दिल का क्या आलम है ये तो तू अभी जनता नहीं।

Aaj Udasi Ne Bhi Hath Jod Kar Kaha Mujhse,
Basta Tujhe Mere Pyar Ka Mera Ashiyan Chhod De.

आज़ उदासी ने भी हाथ जोड़ कर कहा मुझसे,
वास्ता तुझे तेरे प्यार का मेरा आशियां छोड़ दे।

Sirf Chehre Ki Udaasi Se Bhar Aaye Teri Aankhon Mein Aansoo,
Mere Dil Ka Kya Aalam Hai Ye To Tu Abhi Jaanta Nahi.

सिर्फ चेहरे की उदासी से भर आये तेरी आँखों में आँसू,
मेरे दिल का क्या आलम है ये तो तू अभी जानता नहीं।

Aandhi Ne Tod Dee Hain Darakhto Ki Tehniyan,
Kaise Kategi Raat? Parinde Udaas Hain.

आँधी ने तोड़ दी हैं दरख्तों की टहनियां,
कैसे कटेगी रात? परिंदे उदास हैं।

Advertisement

Fareb Shayari Collection

Dhokhe Khate Rahe Ham Sambhlte Rahe Kadam,
Chalate Rahe Junoon Ka... Sahaara Liye Huye.

धोखे खाते रहे हम संभलते रहे कदम,
चलते रहे जुनूं का... सहारा लिये हुए।

Insan Jaan Ke Khata Hai Ishq Mein #Dhokhe
Khud-Farebi Hi Ishq Ka Sila Ho Jaise.

इन्सान जान के खाता है इश्क में #धोखे
ख़ुद-फ़रेबी ही इश्क का सिला हो जैसे।

Read more →