Advertisement

Mitti Ki Chadar

Odh Kar Mitti Ki Chadar BeNishan Ho Jayenge,
Ek Din Aayega Hum Bhi Dastaan Ho Jayenge.

ओढ़ कर मिटटी कि चादर बेनिशान हो जायेंगे,
एक दिन आएगा हम भी दास्तान हो जायेंगे।

Bichhda Kuchh Is Ada Se Ki Rut Hi Badal Gayi,
Ik Shakhs Saare Shahar Ko Veeraan Sa Kar Gaya Hai.

बिछड़ा कुछ इस अदा से कि रुत ही बदल गयी,
इक शख़्स सारे शहर को वीरान सा कर गया है।

Advertisement

Chhod Ke Maal-O-Daulat Saari Duniya Me,
Khaali Haath Guzar Jaate Hain Kaise Kaise Log.

छोड़ के माल-ओ-दौलत सारी दुनिया में,
ख़ाली हाथ गुज़र जाते हैं कैसे कैसे लोग।

Kaise Bhula Dun Us Bhoolne Wale Ko Main,
Maut Insano Ko Aati Hai Yaadon Ko Nahin.

कैसे भुला दूँ उस भूलने वाले को मैं,
मौत इंसानों को आती है यादों को नहीं।

Advertisement

Comments