Advertisement

Andar Bhi Bahar Jaisa Ho

Do Char Nahin Mujhe Sirf Ek Dikha Do,
Wo Shaks Jo Andar Bhi Bahar Jaisa Ho,

दो चार नही मुझे सिर्फ एक दिखा दो,
वो शख्स जो अन्दर भी बाहर जैसा हो।

Image Of Sad Shayari - Andar Bhi Bahar Jaisa

Laakh Pata Badla, Magar Pahunch Hi Gaya,
Ye Gam Bhi Tha Koi Daakiya Ziddi Sa.

लाख पता बदला, मगर पहुँच ही गया,
ये ग़म भी था कोई डाकिया ज़िद्दी सा।

Advertisement

Unki Nazaro Mein fark Ab Bhi Nahi,
Pahle Mudke Dekhte The, Ab Dekhke Mud Jaate Hain.

उनकी नज़रो में फर्क अब भी नही,
पहले मुड़के देखते थे, अब देखके मुड़ जाते है।

Meri Zindagi Me Tumhari Dakhalandaji Ki Aadat Gayi Nahin,
Saanson Me Bhi Rukawat Daalte Ho Hichkiyan Banakar.

मेरी ज़िन्दगी में तुम्हारी दखलंदाजी की आदत गई नहीं,
साँसों में भी रुकावट डालते हो हिचकियाँ बनकर।

Ehsaan Kisi Ka Wo Rakhte Nahin Mera Bhi Chuka Diya,
Jitna Khaya Tha Namak Mera, Mere Jakhmo Par Laga Diya.

एहसान किसी का वो रखते नहीं मेरा भी चुका दिया,
जितना खाया था नमक मेरा, मेरे जख्मों पर लगा दिया।

Advertisement

Comments