Advertisement

Lakhon Jazbaat Toote

Kabhi Ham Toote To Kabhi Khvaab Toote,
Na Jaane Kitne Tukdon Mein Aramaan Toote,
Har Tukda Hai Aaeena Zindagi Ka,
Har Aaeene Ke Saath Lakhon Jazbaat Toote.

कभी हम टूटे तो कभी ख्वाब टूटे,
ना जाने कितने टुकड़ों में अरमांन  टूटे,
हर टुकड़ा है आईना जिंदगी का,
हर आईने के साथ लाखों जज़्बात टूटे।

Duniya Mein Ulfat Ka Yehi Dastoor Hota Hai,
Dil Se Jise Chaaho Wahi Humse Door Hota Hai,
Dil Toot Kar Bikharta Hai Iss Kadar Jaise,
Kanch Ka Khilona Toot Ke Choor Choor Hota Hai.

Advertisement

दुनिया में उल्फत का यही दस्तूर होता है,
दिल से जिसे चाहो वही हमसे दूर होता है,
दिल टूट कर बिखरता है इस कदर जैसे,
काँच का खिलौना टूट के चूर-चूर होता है।

Ek Gazal Tere Liye Zaroor Likhoonga,
Be-Hisaab Us Mein Tera Kasoor Likhoonga,
Toot Gaye Bachpan Ke Tere Saare Khilaune,
Dilon Se Khelna Tera Dastoor Likhoonga.

एक ग़ज़ल तेरे लिए ज़रूर लिखूंगा,
बे-हिसाब उस में तेरा कसूर लिखूंगा,
टूट गए बचपन के तेरे सारे खिलौने,
दिलों से खेलना तेरा दस्तूर लिखूंगा।

Advertisement

Comments