Advertisement

Meri Maut Ka Fayeda

Pehle Zindagi Chheen Li Mujhse,
Ab Meri Maut Ka Fayeda Uthati Hai,
Meri Qabr Pe Phool Charhane Ke Bahane,
Wo Kisi Aur Se Milane Aati Hai.

पहले ज़िन्दगी छीन ली मुझसे,
अब मेरी मौत का फायेदा उठाती है,
मेरी कब्र पे फूल चढ़ाने के बहाने,
वो किसी और से मिलने आती है।

Meri Maut Ka Fayeda - Maut Shayari

Advertisement

Mujhe Sirf Itna Bata Do...
Intezaar Karun Ya Khud Ko Mita Dun Ai Sanam?
Tum Par Bhi Yakeen Hai Aur Maut Par Bhi Aitbaar Hai,
Dekhen Pahle Kaun Milta Hai, Hamen Donon Ka Intezaar Hai.

मुझे सिर्फ़ इतना बता दो...
इंतज़ार करूँ या ख़ुद को मिटा दूँ ऐ सनम?
तुम पर भी यकीन है और मौत पर भी ऐतबार है,
देखें पहले कौन मिलता है, हमें दोनों का इंतजार है।

Zindagi Gujar Hi Jaati Hai Takaleefen Kitni Bhi Ho,
Maut Bhi Roki Nahi Jaati Tarkeeben Kitni Bhi Ho,
Maut Se Bachne Ka Sabse Shandaar Tareeka Hai,
Doosro Ke Dilon Me Jinda Rahna Seekh Lo.

जिंदगी गुजर ही जाती है तकलीफें कितनी भी हो,
मौत भी रोकी नहीं जाती तरकीबें कितनी भी हो,
मौत से बचने का सबसे शानदार तरीका है,
दूसरो के दिलों में जिंदा रहना सीख लो।

Advertisement

Comments