Dard Shayari

Advertisement

Mere Dard Ki Kahani

Very Painful Hindi Shayari -

Kabhi Kabhi Mohabbat Me Vaade Toot Jaate Hain,
Ishq Ke Kacche Dhage Too Jate Hai,
Jhoot Bolta Hoga Kabhi Chaand Bhi,
Isliye To Ruth Kar Taare Toot Jaate Hai.

कभी कभी मोहब्बत में वादे टूट जाते हैं,
इश्क़ के कच्चे धागे टूट जाते हैं,
झूठ बोलता होगा कभी चाँद भी,
इसलिए तो रुठ कर तारे टूट जाते हैं।

moon and staar

Read more →

Advertisement

Bahut Takleef Deta Hai

Jo Tum Bolo Bikhar Jaye Jo Tum Chaho Sanwar Jaye,
Magar Yu Tutna Judna Bahut Takleef Deta Hai.

जो तुम बोलो बिखर जाये जो तुम चाहो संवर जाये,
मगर यूँ टूटना जुड़ना बहुत तकलीफ देता है।

Meri Fitarat Hi Kuchh Aisi Hai Ki,
Dard Sahane Ka Lutf Uthata Hun Main

मेरी फितरत ही कुछ ऐसी है कि,
दर्द सहने का लुत्फ़ उठाता हूँ मैं।

Read more →

Advertisement

Tere Dard Se

Kaash Koi Aisa Ho, Jo Gale Laga Kar Kahe,
Tere Dard Se, Mujhe Bhi Takleef Hoti Hai.

क़ाश कोई ऐसा हो, जो गले लगा कर कहे,
तेरे दर्द से, मुझे भी तकलीफ होती है।

Na Tu Rahega Na Tere Sitam Rahenge Baki,
Din To Aana Hai Kisi Roj Hisaabo Wala.

न तू रहेगा न तेरे सितम रहेंगे बाकी,
दिन तो आना है किसी रोज हिसाबो वाला।

Read more →

Advertisement

Kaanto Ki Nonk Se

Usne Humare Zakhmo Ka Kuchh Yun Kiya ilaaj,
Marham Bhi Gar Lagaya To Kaanto Ki Nonk Se.

उसने हमारे जख्मों का कुछ यूँ किया इलाज,
मरहम भी गर लगाया तो काँटों की नोंक से।

Kaanto Ki Nonk Se - Dard Shayari

Log Kehte Hain Hum Muskrate Bahut Hain,
Aur Hum Thak Gaye Dard Chhupate Chhupate.

लोग कहते हैं हम मुस्कराते बहुत हैं,
और हम थक गए दर्द छुपाते छुपाते।

Ishrat-e-Qatra Hai Dariya Me Fanaah Ho Jana,
Dard Ka Hadd Se Gujarna Hai Dawa Ho Jana.

इशरत-ए-क़तर है दरिया में फनाह हो जाना,
दर्द का हद से गुजरना है दावा हो जाना।

Zindagi Kya Kisi Muflis Ki Qabaa Hai Jis Mein,
Har Ghadi Dard Ke Paiband Lage Jaate Hain.

ज़िन्दगी क्या किसी मुफलिस की काबा है जिस में,
हर घडी दर्द के पैबंद लगे जाते हैं।

Read more →

Advertisement

Faraz Dard Shayari, Aasan Nahi Aabad Karna

Aasan Nahi Aabad Karna Ghar Mohabbat Ka Faraaz,
Ye Unka Kaam Hai Jo Zindagi Barbaab Karte Hain.

आसन नहीं आबाद करना घर मोहब्बत का फ़राज़,
ये उनका काम है जो ज़िन्दगी बरबाद करते हैं।

Zikr Uss Ka Hi Sahi Bazm Me Baithe Ho Faraz,
Dard Kaisa Bhi Uthe Haath Na Dil Par Rakhna.

ज़िक्र उस का ही सही बज़्म में बैठे हो फ़राज़,
दर्द कैसा भी उठे हाथ न दिल पर रखना

Read more →