Advertisement

Aaj Bhi Taklif Deta Hai

Barson Se Kayem Hai Ishq Apne Usulon Par,
Ye Kal Bhi Taklif Deta Tha Aur Ye Aaj Bhi Taklif Deta Hai.

बरसों से कायम है इश्क़ अपने उसूलों पर,
ये कल भी तकलीफ देता था और ये आज भी तकलीफ देता है।

Raah Yun Hi Naamukkmal, Gam-E-Ishq Ka Fasana,
Mujha Ko Neend Nahin Aayi, So Gaya Zamaana.

राह यूँ ही नामुक्क्मल, ग़म-ए-इश्क का फ़साना,
मुझ को नींद नहीं आयी, सो गया ज़माना।

Ham Bhi Bikne Gaye The Bazaar-Ai-Ishq Me,
Kya Pata Tha Wafa Karne Walon Ko Log Khareeda Nahin Karte.

Advertisement

हम भी बिकने गए थे बाज़ार-ऐ-इश्क में,
क्या पता था वफ़ा करने वालों को लोग ख़रीदा नहीं करते।

Ek Baat Poochhen Tumase Jara Dil Par Haath Rakhakar Fharmaayen,
Jo Ishq Hamase Seekha Tha Ab Wo Kisse Karte Ho.

एक बात पूछें तुमसे जरा दिल पर हाथ रखकर फरमायें
जो इश्क़ हमसे सीखा था अब वो किससे करते हो।

Junun-E-Ishq, Nahi Raas Aaya Hamein,
Jab Bhi Dekha Aaina, Aks Unka Hi Najar Aaya Hamein,

जूनून-ए-इश्क, नहीं रास आया हमें,
जब भी देखा आइना, अक्स उनका ही नजर आया हमें।

Advertisement

Comments