Advertisement

Mar Ke Bhi Chain

Ab To Ghabra Ke Ye Kehte Hai Ke Mar Jaayenge,
Mar Ke Bhi Chain Na Paaya To Kidhar Jaayenge.

अब तो घबरा के ये कहते हैं के मर जायेगे,
मर के भी चैन न पाया तो किधर जायेंगे।

Mar Ke Bhi Chain - Maut Shayari

Paida To Sabhi Marne Ke Liye Hi Hote Hain
Par Maut Aisi Honi Chahiye, Jis Par Jamana Afasos Kare.

पैदा तो सभी मरने के लिये ही होते हैं
पर मौत ऐसी होनी चाहिए, जिस पर जमाना अफसोस करे।

Advertisement

Maut Se Kaisa Dar, Minton Ka Khel Hai,
Aafat To Zindagi Hai, Barson Chala Karti Hai.

मौत से कैसा डर, मिनटों का खेल है,
आफत तो जिंदगी है, बरसों चला करती है।

Maut Usi Ki Chaukhat Par Ho Ai Khuda,
Sazada Sirf Uske Siva Ho Na Kahin.

मौत उसी की चौखट पर हो ऐ खुदा,
सज़दा सिर्फ़ उसके सिवा हो ना कहीं।

Advertisement

Comments