Advertisement

Meri Khaake-Kabr

Na Udhaao Thhokaro Me Meri Khaake-Kabr Zalim,
Yehi Ek Rah Gayi Hai Mere Pyar Ki Nishaani.

न उढाओ ठोकरों में मेरी खाके-कब्र ज़ालिम,
येही एक रह गयी है मेरे प्यार की निशानी।

Kisi Kahne Wale Ne Bhi Kya Khoob Kaha Hai Ki,
Meri Zindagei Itni Pyari Nahin Ki Main Maut Se Daroon.

किसी कहने वाले ने भी क्या खूब कहा है कि,
मेरी ज़िन्दगी इतनी प्यारी नहीं की मैं मौत से डरूं।

Advertisement

Uski Najron Ke Saamne Meri Maut Ho Ai Khuda,
Aur Mujhe Chhoone Ka Hak Bas Sirf Use Na Ho.

उसकी नजरों के सामने मेरी मौत हो ऐ खुदा,
और मुझे छूने का हक बस सिर्फ उसे ना हो।

Had To Ye Hai Ki Maut Bhi Takti Hai Door Se,
Usako Bhi Intezaar Meri Khudkhushi Ka Hai.

हद तो ये है कि मौत भी तकती है दूर से,
उसको भी इंतजार मेरी खुदकुशी का है।

Advertisement

Comments